Public App Logo
Pani ki tikki? Pani ki bhi tikki hogi, yeh nahi socha tha. Gol gappe ko pani ki tikki bolenge, yeh bhi nahi socha tha. Gwalior aake gol gappe ka ek aur naam pata lagega, yeh bhi nahi socha tha! Ab aap bataao, aapne kya socha? Team Pani ki tikki ya Team Gol gappe? Comments mein bataao jee - Gwalior Gird News